Twitter is back but you should configure your Twitter with Hootsuite and Seesmic in case if twitter is banned again.
Following are the ways you can still use Twitter or access/unblock other blocked/banned sites.
Use SpotFlux. Download it and get all sites unblocked very easily. Using spotflux software is the easiest method to unblock sites in any country, even YouTube.
or use following proxy sites to open blocked sites in any country:
(Not all sites will be working with twitter as some block Twitter’s site scripts etc)
Walikum O Salam Bhai
ReplyDeleteMa'Sha'ALLAH Talentes hein aap wo bhi bagheer education k Hamre mulk ki Halat esi hai k Aap Jese logon ki koi kadar nahi well ALLAH Bless u
Wsalam altaf dear ap ka unblocker link main nay use karna chaha youtube open karny k liya magar wo ap ny youtube ki hi waja sy block kar dia hai ap achy tlented hain magar mere bhai islami movie ki waja sy ap ny jo link block kia hai us movie ko dekhny k liya bohat sary or tareqy hain ye bekar ki dramy bazi hai k youtube block kar do tu us movie ko koi nahi dekh saky ga aisa nahi hai youtube kafi jaga sy open hota hai or bohat sari aisi websites hain jahan sy us movie ko dekha ja sakta hai aisa sirf hamary hukmuran awam ko bewaqof banany k liya youtube ko block kar k bethy hain jab k is ko block karny sy koi faida nahi... agar aisa hota tu phir dubai main bhi youtube block hota magar or kisi country main youtube block nahi hai or rahi bat youtube ko open karny ki tu mere bhai youtube main open kar chuka hon jis din youtube block hoa tha us k theek 30 mint bad hi main nay usko unblock kar dia tha magar videos ki download speed kam thi islia apka link use karna chaha tha
ReplyDeleteWsalam altaf dear ap ka unblocker link main nay use karna chaha youtube open karny k liya magar wo ap ny youtube ki hi waja sy block kar dia hai ap achy tlented hain magar mere bhai islami movie ki waja sy ap ny jo link block kia hai us movie ko dekhny k liya bohat sary or tareqy hain ye bekar ki dramy bazi hai k youtube block kar do tu us movie ko koi nahi dekh saky ga aisa nahi hai youtube kafi jaga sy open hota hai or bohat sari aisi websites hain jahan sy us movie ko dekha ja sakta hai aisa sirf hamary hukmuran awam ko bewaqof banany k liya youtube ko block kar k bethy hain jab k is ko block karny sy koi faida nahi... agar aisa hota tu phir dubai main bhi youtube block hota magar or kisi country main youtube block nahi hai or rahi bat youtube ko open karny ki tu mere bhai youtube main open kar chuka hon jis din youtube block hoa tha us k theek 30 mint bad hi main nay usko unblock kar dia tha magar videos ki download speed kam thi islia apka link use karna chaha tha
ReplyDeletemere bhai jesy hamary hukmuran bewaqof hain isi tarah k ap log bhi bewaqof ho youtube ko main usi din open kar chuka tha jis din usko block kia gaya tha or main nay usko 30 mint main unblock kar dia tha lakin ap log is bat ko nahi samjh sakty youtube k ilawa bhi bohat sari sites hain jahan sy wo movie dekhi ja sakti hai bekar main youtube block kar k awam ko pareshan kar rakha hai... pakistan k ilawa kahin youtube block nahi hai dubai sudia arabia or bhi kafi muslims country main open hai youtube.. tu mere bhai ye sab bekar ki dramy bazi hai govt ki awam ko bewaqof banay ki ap log net user hain or achi tarah janty hain wo movie kitni websites sy dekhi ja sakti hai...
ReplyDeleteImran bhai aap bata den k youtube ko kaisy open kia ja sakta he?
Deletealtaf bahi tension na lo mein samjh sakta hon ap ki condition kia ho ge is waqt kio k im also a jobles MSc degree holder hoon or sarkoon par dakhon k ilawa kuch nahi hai meray pass kio k mein kizi wazir ya kisi rich family ka bacha nahi hon or koi safarish nahi hai jis waja se 3 saal job k pechay bagta raha hon laikin ab meinay clothes ka kaam seekh lia hai or aik saleman hoon waha per 15000 per month lay raha hon or ap b parshan na ho jis nay ap ko banaya hai wo ap ka khial zaror karay ga or rahi baat is country ki to yeh to aik gando country hai or hamari kismat buri hai jis waja say is gando country mein hamain rab nay baij dia Allah ap ki khair karay no more tension Allah pak acha karay ga
ReplyDeleteAltaf bahi tension na lo Allah pak sab teak kr day ga mujy dekh lo MSc degree holder hoon mein laikin koi job nahi mili mujy is gando country mein 4 saal jab apply kr kr k thak gaya to fir meinay chor dia apply krna k pata tha nahi milni job fir meinay clothes ka kaam seekha or ab mein Allah k fazal say 15,000 tak per month kama raha hoon us waqt meri condition b aisi he thi jaisi ap ki hai mein samjh sakta hon ap per kia guzar rahi ho gee...mgr bahi jee Allah per umeed rakho Allah pak sab teak kr day ga...Hamari sab say bari badkismati yeh hai k hum is gando country mein pyda hovay jahan kisi paray likhay ya hunar mand ki koi value nahi hai bas paisa jis k pass hai wo kutta kamina be hai wo teak hai laikin kisi paray likhay ya hunar mand ki koi okat nahi hai yahan per...ap Allah pak say dua kia karo Allah pak sab acha karay ga koi k jis nay banaya hai us nay us ka mukadar b likha hova hai wo pahlay mil jae ya dayr say milay wo ap ko milay ga zaroor or dil na choro Allah pak ap ki madad zaroor karay ga jaisay us nay meri ki
ReplyDeleteYou can always use a VPN service like SunVPN to get on blocked sites in Pakistan. It will also hide your browsing history from you ISP
ReplyDeletegrate sir ji
ReplyDeleteYoutube will be unblocked in Pakistan within November.
ReplyDeletehehe :(
Deletefilhal tu nai khul rai ;-/////////////////
Enjoy youtube here :)
ReplyDeletewww.10ztube.com
i don't care if they unblock youtube or not :)
ooo bahi imran khan ap na to 30 mint k bad youtube open ke the na magar manay 2 mint bad open kar le the orignal speed sa tazpeed the
ReplyDeletePersonally I am using vpn account service http://vpn-account.com to unblock restricted websites. It is not free but it works perfect and always help me to access blocked sites from anywhere.
ReplyDeleteBhi altaf
ReplyDeleteapp ki site tu band pari hai tu youtube kaha se khulagi
bhai altaf
ReplyDeleteapp ki site hi nahi khul rahee hai mera mobile main tu youtube ki site kayse khulay gee
You can download tor Project here to open the blocked sites it is a browser which have ability to open the blocked sites....
ReplyDeleteAccess Blocked Sites
Thanks for you valuable and informative comment as there is a site which unblock all the site which are block on a network and this page was very helpful to gain access blocked sites as i use another way to open any block site. in mentioned link i can open any block site very speedy and without tracking.
ReplyDeleteUnblock all Sites
use his site to open all block sites.
ReplyDeletehttp://unblockproxy.com.pk
http://freshrls.com
ReplyDeleteis site to try karo http://freshrls.com bhot fast speed aa rahi hai.
Salam friends.
ReplyDeleteOpen block sites by visiting
http://unblockproxy.com.pk
Try Kar Ke dekhtee hai janab
ReplyDeletehttp://unblockproxy.com.pk